Insaan Khilona Hai Haalat Ke Hath Ka Lyrics

insaan khilona hai haalat ke haath ka insaan khilona hai haalat ke haath ka khudgarz hai bedard hai ye duniya yahan mol nahi jazbaat ka insaan khilona hai haalat ke haath ka do gaj jageh nahi de sakti jane hua hai kya dharti ko do jag jageh nahi de sakti do gaj jageh nahi de sakti kandha dene wala nahi hai koi apno ki arthi ko ab kya bharosa ho logon ki baat ka khudgarz hai bedard hai ye duniya yahan mol nahi jazbaat ka insaan khilona hai haalat ke haath ka bin karan jaa le le kisi ki aisa koi haewaan na hoga bin karan jaa le le kisi ki aisa koi haewaan na hoga jitna zaalim aaj ka insaa itna to shaetaan na hoga aadam hua dushman aadam ki zaat ka khudgarz hai bedard hai ye duniya yahan mol nahi jazbaat ka insaan khilona hai haalat ke haath ka simat raha hai pyaar ka daaman phele hai nafrat ke saae simat raha hai pyaar ka daaman phele hai nafrat ke saae kya jane kab kiska sapna sachchai se takra jaae na maut ki hai khabar na pata hayaat ka khudgarz hai bedard hai ye duniya yahan mol nahi jazbaat ka insaan khilona hai haalat ke haath ka ye kaisa bandhan hai jisne ye kaisa bandhan hai jisne pyar diya aur sab kuch chheena ye kesa bandhan hai jisne pyar diya aur sab kuch chheena saanse hi jab khatm ho gayi tab humko ayaa hai jeena aya janaaza banke sapna baraat ka khudgarz hai bedard hai ye duniya yahan mol nahi jazbaat ka insaan khilona hai haalat ke haath ka