Sare Tirath Hai Maa Ke Charan Me Lyrics
ho sare tirath hain ho sare tirath hain, maa ke charan me mata ke gun gao ho sare tirath hain, maa ke charan me mata ke gun gao jhukao re maa ke charan sar jhukao jhukao re maa ke charan sar jhukao gun gao re mata ke gun gao maa ki mamata anmol maa ki mamata anmol, mithe hain maa ke bol re mamata anmol, mithe hain maa ke bol re mata ke gun gao gun gao re mata ke gun gao surajmukhi uska chehara hoth jaise mahkte gulab ho champa si pyari pyari ankhiya hain kamal sare naina jabab hain kamal sare naina jabab mausam to aate jaate hain mausam to aate jaate hain maa patjhad me laaye bahar gun gao re mata ke gun gao gun gao re mata ke gun gao garj barash garaj barash badal khul jaye mamata ka aanchal sada lahraye garaj barash badal khul jaye mamata ka aanchal sada lahraye ho maa ke ek ansu ke aage maa ke ek ansu ke aage sara sagar kam ho jaye garaj barash badal khul jaye mamata ka aanchal sada lahraye mamata ka aanchal sada lahraye sada lahraye, sada lahraye sada lahraye he he he he he ghate badhe ganga ki pavan dhar kam na ho maa ka dular ho ghate badhe ganga ki pavan dhar kam na ho maa ka dular har paap dhul jaye ganga me ho har paap dhul jaye ganga me bhale bure ko maa de pyar o ho sukh dekar dukh sahana jaane sukh dekar dukh sahana jaane gond maa ki ganga se mahaan gun gao re mata ke gun gao gun gao re mata ke gun gao chanda ke doli me baith ho angan me khele sitare o baadal hawa dhup chhaaya ho sab me hain uske nazare ho sab me hain uske nazare indr dhanush do pal do chamke indr dhanush do pal do chamke maa se hain roshan jaha gun gao re mata ke gun gao ho sare tirath hain, maa ke charan me mata ke gun gao jhukao re maa ke charan sar jhukao jhukao re maa ke charan sar jhukao gun gao re mata ke gun gao