Jinhe Ek Baar Lyrics

jinhe ek baar chaukhat humari raas aa jaye nahi mumkin ke koi gum phir unke paas aa jaye agar hum na hote to duniya mein koi agar hum na hote to duniya mein koi gum-e-dil bhulane ki surat na hoti tadapte dilo ko kahin chaen milta tadapte dilo ko kahin chaen milta to apni yahan pe zaroorat na hoti agar hum na hote mohabbat ka bharpur andaaza leke tarannum mein tu bhi ye awaaz leke lubhaate hai har ek mehmaan ka dil kabhi soz leke kabhi saaz leke agar koi dil ka khareedar milta agar koi dil ka khareedar milta to bikane ki humko shikayat na hoti agar koi dil ka khareedar milta to bikane ki humko shikayat na hoti agar hum na hote wale kurabaan vai vai lale ki jaan vai vai aa gaya banke tera hum bhi mehemaan vai vai wale kurabaan vai vai lale ki jaan vai vai aa gaya banke tera hum bhi mehemaan vai vai gulbadan tere bala khane par aaj apna shikaar aya hai o jiski gardan marodne ke liye uche khan abdull sattaar aya hai zara ye batane ki takleef karna ke hai kaun aap apni tareef karna bas itni si tareef hai apni dilbar hume dekh ke kaanp jate hai patthar kisi ki chali na hukumat chalegi yahan husan ki badshahat chalegi magar ae haseena vai haseena magar ae haseena jahan hum gaye hai vahan wakt ke bhi kadam tham gaye hai vahan wakt ke bhi kadam tham gaye hai yahan hai humari nigaahon ka pehra vahan husan ke saamne koi thehra bahut hai adaayen tere baakpan mein hum bhi to ustaad hai apnepan mein hum bhi to ustaad hai apnepan mein ye ustaadiyan to teri maante hai ye ustaadiyan to teri maante hai koi chor hai tu ye hum jante hai ui hume chor banna gawara na hota ui hume chor banna gawara na hota agar aaj choron ki izzat na hoti hume chor banna gawara na hota agar aaj choron ki izzat na hoti agar hum na hote