Kya Takalluf Hai Wallah Lyrics

ya muhiddi hamko apna janiye dost dusman ko jara pahchaniye hoti hai nadan ye umare shabab aye kuch bujurgo ka bhi kahna maniye kya taklluf hai wallah kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla hind ki tum laila are wah hind ki tum laila mai sehra ka majnu abdulla kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla hind ki tum laila are wah hind ki tum laila mai sehra ka majnu abdulla kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla sochiye mat ab jyada janeman jane jana aapke abdulla ka hai ye pahla najrana najrana najrana najrana hai ye pahla najrana o yu na dekho ye abhi to itadda hai ulfat ki aage aage dekhiye kya badle karwat afsana aaj ki rat aayi hai jane kitni rato ke bad aapne diwane ko haskar to dekha shukar allah raz ki bate sare mahfil kisi se kya kahe samne aa jayega sab hum abhi se kya kahe hai nigehba wo allah lijiye dil bismilla bismilla bismilla bismilla bismilla bismilla kya taklluf hai wallah kya taklluf hai wallah hind ki tum laila are wah hind ki tum laila mai sahra ka majnu abdulla kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla