Sanjay Gandhi Kaa Ye Sapna Lyrics

rasm rivaj ki zanjiro ko hum sab milkar todenge hum sab milkar todenge rasm rivaj ki zanjiro ko rasm rivaj ki zanjiro ko hum sab milkar todenge sanjay gandhi ka ye sapna pura karke chhodenge amar rahe sanjay, amar rahe sanjay amar rahe sanjay, amar rahe sanjay beti paida hone par na ghar me matam chhayega beti aur bete ko ab to samjha barabar jayega ab samjha barabar jayega hum nafrat ko khatam karenge hum nafrat ko khatam karenge pyar ka rishta jodenge zanjiro ko todenge sanjay gandhi ka ye sapna pura karke chhodenge amar rahe sanjay, amar rahe sanjay amar rahe sanjay, amar rahe sanjay kisi garib ki beti ko na ab koi thokar maarega aakhir jeet humari hai bedard zamana harega bedard zamana harega ye aandhi na chalne denge ye aandhi na chalne denge tufa ka rukh modenge zanjiro ko todenge sanjay gandhi ka ye sapna pura karke chhodenge amar rahe sanjay, amar rahe sanjay amar rahe sanjay, amar rahe sanjay uska sapna, apni manjil uska sapna, apni manjil is manjil ko pana hai is manjil ko pana hai dahej ka naam-o-nisha duniya se milkar hume mitana hai dahej ka naam mitana hai aadamkhor samaj ko ab to aadamkhor samaj ko ab to hum na jinda chhodenge zanjiro ko todenge sanjay gandhi ka ye sapna pura karke chhodenge amar rahe sanjay, amar rahe sanjay amar rahe sanjay, amar rahe sanjay uska sapna, apni manjil uska sapna, apni manjil