Kai Sal Pehle Lyrics
kai sal pahle, kai sal pahle ye din raat the jab sunhare ruphale kai sal pahle ye din raat the jab sunhare ruphale isi shahar ke ik hasi raaste par chamkate huye motiyo jaise do ghar khuli khidkiyo se badi shokhiyo se bahut baate karte the miljulke aksar kai sal pahle, kai sal pahle ye din raat the jab sunhare ruphale unhi do gharo me se ik ghar ke bahar jo otham machati rehti thi din bhar kabhi muh banakar kabhi muskurakar wahi bholi bhaali si gudiya barabar jo chhoti si ladki thi tum to nahi ho nahi hum nahi wo kai sal pahle, kai sal pahle ye din raat the jab sunhare ruphale kai sal pahle ye din raat the jab sunhare ruphale isi shahar ke ik hasi raaste par hamare hi jaisa kahi ek tha ghar jo pariyo ki baate sunata tha aksar kabhi dhup bankar kabhi chaand bankar kai sal pahle, kai sal pahle ye din raat the jab sunhare ruphale usi ek ghar ki khuli chhat pe aakar koi gora gora sa koi gora gora sa khushrang manzar bahut chhedta tha hume chup chupakar wahi bhola bhaala sa gudde barabar jo chhota sa ladka tha tum to nahi ho nahi nahi hum nahi wo na tum ho na hum hai to phir kaun the wo wo chhotasa ladka yakinan hum hi hai wo chhotisi ladki yakinan hum hi the hum hi hai hum hi the hum hi hai hum hi the