Jiska Koi Nahin Uska To Khuda Hai Yaro - II Lyrics
ek din kisi fakir ne ek baat kahi thi ab ja ke dil ne mana mana vo baat sahi thi jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro mai nahi kehta mai nahi kehta kitabo me likha hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro hum to kya hai hum to kya hai vo farisato ko ajmata hai hum to kya hai vo farisato ko ajmata hai bana kar hum ko mitata hai fir banata hai adami tut ke adami tut ke sau bar juda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro imtahano ka yaha daur yuhi chalta hai imtahano ka yaha daur yuhi chalta hai aandhiyo me bhi ummido ka diya jalta hai kal ki ummid pe kal ki ummid pe insan jiya hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro kab talak humse kab talak humse ye takdir bhala ruthegi kab talak humse ye takdir bhala ruthegi in andhero se ujale ki kiran chhutegi gum ke daman me ho gum ke daman me kahi chain chhupa hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro mai nahi kahta mai nahi kahta kitabo me likha yaaro jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro ha khuda hai yaaro