Tum Tum Taraaraa, Chanaa Jor Garam Baabu Lyrics
tum tum tarara tum tum taram tum tum tarara tum tum taram tum tum taram taram tum tum taram taram duniya ke ho lakh dharam par apna ek dharam chana zor garam chana zor garam babu mai layi mazedar chana zor garam chana zor garam babu mai laya mazedar chana zor garam mera chana bana hai aala jisme dala garam masala isko khayega dilwala chana zor garam mera chana kha gaya gora mera chana kha gaya gora kha ke ban gaya tagda ghoda maine pakadke use maroda mar ke tangdi usko toda chana zor garam mere chane ki ankh sharabi sharabi chane ki ankh sharabi ho iske dekho gaal gulabi gulabi dekho gaal gulabi ho iska koi nahi javabi iska koi nahi javabi jaise koi kudi panjabi jaise koi kudi panjabi nache chhanan chhanan nache chhanan chhanan kothe chadh ke tainu pukara sun le mere balam chana zor garam chana zor garam babu mai layi mazedar chana zor garam mera chana kha gaye gore gore mera chana kha gaye gore o gore jo ginti me hai thode o phir bhi mare hamko kode phir bhi mare hamko kode tum tum taram taram tum tum taram taram lakho kode tute phir bhi tuta na dam kham chana zor garam chana zor garam babu mai laya mazedar chana zor garam chana zor garam babu mai laya mazedar chana zor garam chana zor garam chana zor garam chana zor garam chana zor garam chana zor garam chana zor garam chana zor garam chana zor garam mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka ye dushman hai khudgarzi ka khudgarzi ka khudgarzi ka sar kafan bandh ke nikla haidiwana hai ye pagla hai mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka apno se nata jodega gairo ke sar ko phodega apna ye vachan nibhayega mati ka karz chukayega chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka mit jane ko mit jayega azad vatan ko kar jayega na to chori hai na to daka hai bas ye to ek dhamaka hai dhamake me awaz bhi hai ek soz bhi hai ek saaz bhi hai samjho to bat ye saaf bhi hai aur na samjho to raz bhi hai apni dharti apna hai gagan ye mera hai mera hai vatan apni dharti apna hai gagan ye mera hai mera hai vatan is par jo ankh uthayega zinda dafnaya jayega mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka ye dushman hai khudgarzi ka khudgarzi ka khudgarzi ka mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka ye dushman hai khudgarzi ka khudgarzi ka khudgarzi ka