Mai Wo Chanda Lyrics
ye mahfil khas hai koi aam nahi hai kamjor nigaho ka yaha kaam nahi hai are aashik ki najar hai ye dil chir ke rakh degi magrur husn ka sar kadmo pe jhuka degi mai vo chanda nahi mai vo chanda nahi jise badal chupa le mai vo badal nahi jise aandhi uda le mai vo aandhi nahi jise parvat jhuka le ajab meri hasti hai ha ha ajab meri hasti hai aur ajab mera afsana ha ha ajab mera afsana diwani mai hoti nahi kar deti hu diwana bana du diwana bana du diwana diwana diwana bana du diwana mai vo majnu nahi mai vo majnu nahi laila diwana kar de mai vo ranjha nahi heer afasana kar de aisi shamma kaha mujhko parwana kar de fir teri kya hasti hai ha ha teri kya hasti hai tera kya afsana ha ha tera kya afsana shamma ko bhi chahu to bana du pal bhar me parwana bana du parwana bana du parwana bana du parwana bana du parwana agar mai karu ishara farista piche hole agar chudi khanka du pyar ke bhadke shole agar payal chanka du chanan cham chanan cham chanan chanan cham cham agar payal chanka du to murda aankhe khole agar mai kamar hila du indra ka aasan dole indra ka aashan dole indra ka aasan dole shekhi jo marega uske andar kya dam hoga diya agar akde suraj ka rutba kya kam hoga jami par tu ek jarra aasma ka mai tara mom ki tu ek murat mai hu jalta angara pighal jayegi pal me dikha du agar najara pighal jayegi pal me dikha du agar najara tu ek najul kasti ishk ka mai hu dhara ishk ka mai hu dhara ishk ka mai hu dhara adab se baat kar adab se baat kar o beadab kya tu hai saudai mere jaisi koi aatma tujhe duniya me hai lai khuda ne pasli se aadam ki aurat ko kiya paida bada ab koun hai khud soch khud par kyu hui shaiba aag shamshano ki jal jal kar bhi sharminda hai jindagi aaj bhi aurat ke dam se jinda hai maut ne char ko mara to aath paida kiye aath paida kiye jalaye baithi hai tufa me jindagi ke diye jindagi ke diye phir bhi mardo ki mardami ki badi shohrat hai phir bhi mardo ki mardami ki badi shohrat hai maut ko jisne haraya hai vo to aurat hai to aurat hai to aurat hai har fitrat hai aajad meri fitrat hai aajad meri manjur nahi gulami mujhko bas me karne wale milegi bas nakami milegi nakami milegi nakami milegi nakami milegi nakami kaha aajad hai tu kaha aajad hai tu kaha aajad hai tu kab tu kaid se nkli panah chahiye har vakt tu hai aisi kali ha ha aisi kali tu hai aisi kali ladki jab paida hui bap ke saye me pali hui jawan to khalim ke hukmo pe chali hui jahid to bete ke hidayat me dhali hidayat me dhali kaha aajad hai tu kab tu kaid se nkli agar aajad bhi hui to ban gai titli umar bhar phir na sambhal pai tu agar fisli sare sansar me makhki jo maka se nikali maka se nikali jo maka se nkali najuk dali najuk dali najuk dali tujhko chahiye koi na koi bali mit jayegi agar koi na kare teri rakhwali tujhme jurrat kaha tujhme jurrat kaha ke tu khatre utha le tujhme himmat kaha ke tu khud ko sambhale tujhme takat kaha ke tu khud ko bacha le khair jo apni chahe ha ha khair jo apni chahe na aage bat badhana na aage bat badhana shamma ko bhi chahu to bana du pal bhar me parwana bana du parwana bana du parwana bana du parwana bana du parwana bana du parwana bana du parwana bana du parwana bana du parwana