Ye To Allah Ko Khabar Ye To Maula Ko Khabar Lyrics

thagte dekhe hai lakho mulla karodo pandit hazaro sayane jo khub socha samjh me aaya khuda ki bate khuda hi jane aake duniya me basar kam karna hai jo kar aake duniya me basar kam karna hai jo kar saph niyat hai agar phir na anjam se dar jane padti hai kidhar uski rehmat ki nazar jane padti hai kidhar uski rehmat ki nazar ye to allah ko khabar ye to maulla ko khabar ye to allah ko khabar ye to maulla ko khabar dekhte dekhte kyu khel bigad jate hai dekhte dekhte kyu khel bigad jate hai kyu baharo me bhare bag ujad jate hai pyar se pala jinhe apna lahu de dekar usi dali se wohi phul bichhad jate hai kisi zalim ka bacha kisi zalim ka bacha lute mazlum ka ghar lute mazlum ka ghar ye to allah ko khabar ye to maulla ko khabar ye to allah ko khabar ye to maulla ko khabar wo jo chahe to bura waqt bhi taal sakta hai wo jo chahe to bura waqt bhi taal sakta hai wo hi kismat ki lakiro ko badal sakta hai jat par uski bharosa hai to bande ek din rat ke sine se suraj bhi nikal sakta hai aadmi ko kya khabar aadmi ko kya khabar uski manjil hai kidhar uski manjil hai kidhar ye to allah ko khabar ye to maulla ko khabar ye to allah ko khabar ye to maulla ko khabar jane kis bhesh me kis mod pe wo mil jaye jane kis bhesh me kis mod pe wo mil jaye teri ummid ki har ek kali khil jaye dil se nikli huyi fariyad me wo takat hai wo jo sun le to pahado ka bhi dil hil jaye mangte rahna dua mangte rahna dua hoga kis waqt asar hoga kis waqt asar ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar zulm ki aag me zalim ko jalaya usne zulm ki aag me zalim ko jalaya usne ek majdur ka ghar phir se basaya usne naam lete huye uska jo swali aaye uske darbar se hargij na wo khali jaye uske ghar der sahi uske ghar der sahi nahi andher magar jane padti hai kidhar uski rehmat ki nazar uski rehmat ki nazar ye to allah ko khabar ye to maulla ko khabar ye to allah ko khabar ye to maulla ko khabar