Humne Ye Mana Lyrics
humne ye mana ki humne sikha gana na fir bhi gunguna lete hai dil ka tarana humne ye mana ki humne sikha gana na sunahri sham aayi humne mana andheri raat chhayi humne mana pyar ki baat aayi humne mana yaar ki yaad aayi humne mana khoyi tanhaiyo me gum ki gahraiyo me humne mana humne ye mana ki humne sikha gana na fir bhi gunguna lete hai dil ka tarana humne ye mana ki humne sikha gana na bole nadar ho tum humne mana bole lachar ho tum humne mana bole bekar ho tum humne mana bole bimar ho tum humne mana himmat ke hai pujari, hum hai sachche juari humne mana humne ye mana ki humne sikha gana na fir bhi gunguna lete hai dil ka tarana humne ye maana ki humne sikha gana na