Ab Akele Hi Chalna Padega Lyrics

bin pani ki machhli hai tu bin patwaar ki naav kya jane ab duniya tujhse kya karegi bartav ab akele hi chalna padega ab akele hi chalna padega zindagani ke lambe safar me ab akele hi chalna padega paav zakhmo se kaise bachege lakh kaante hai is rah gujar me ab akele hi chalna padega tujhko godi me jisne khilaya aaj sar se utha uska saya tujhko godi me jisne khilaya aaj sar se utha uska saya aaj tu jis kadar hai akeli utni tanha na thi umar bhar me utni tanha na thi umar bhar me ab akele hi chalna padega zindagani ke lambe safar me ab akele hi chalna padega ye bhayanak andhero ki duniya kaatilo aur lutero ki duniya ye bhayanak andhero ki duniya kaatilo aur lutero ki duniya kaun hai jo tera hath thame sang in jalimo ke nagar me sang in jalimo ke nagar me ab akele hi chalna padega ab akele hi chalna padega zindagani ke lambe safar me ab akele hi chalna padega ab akele hi chalna padega ab akele hi chalna padega