Tum Apani Saheli Ko Lyrics
tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyar karne laga hai jo ab tak sada muskrata raha tha har ek baat par aah bharane laga hai ki usse koi pyar karne laga hai tumhari saheli bala ki hansi hai hame bhi khabar hai use bhi yaqin hai tumhari saheli bala ki hansi hai hame bhi khabar hai use bhi yaqin hai kisi ki to banna hai aakir use bhi bura kya hai agar koi marne laga hai ki usse koi pyar karne laga hai tum apni saheli se itna bata do ki usse koi pyar karne laga hai kisi aur ki baat mane na mane magar tum kahogi to vo maan legi kisi aur ki baat mane na mane magar tum kahogi to vo maan legi zara apne bimar ko kuch dava de ki ab dard had se guzarne laga hai ki usse koi pyar karne laga hai tum apni saheli se itna bata do ki usse koi pyar karne laga hai bas ab naaz chhodo zaraa paas aao bahut ho chukaa ab na isko satao bas ab naaz chhodo zaraa paas aao bahut ho chukaa ab na isko satao main kaise na usaki sifaarish guzaaru ki bechaara bemaut marane laga hai ki usse koi pyar karne laga hai