Kam Ki Puja Karne Wale Mehnat Se Na Darne Wale Lyrics
kam ki puja karne wale mehnat se na darne wale majdur zindabad majdur zindabad majdur zindabad zindabad chir ke sina dharti ka hariyali jo late hai wo inke hath hai ha wo inke hath hai jo parwat ko kat kar rashte banate hai wo inke hath hai ha wo inke hath hai aag se jo khelkar aag se jo khelkar lohe ko mom banate hai wo inke hath hai wo inke hath hai milo me karkhane me machine jo chalate hai wo inke hath hai wo inke hath hai paidawar badhane wale jiwan jot jagane wale majdur zindabad majdur zindabad majdur zindabad zindabad koyle ki khano me khelte hai jano par wo bhi majdur hai wo bhi majdur hai dhanwano ke waste ban jate hai janwar wo bhi majdur hai wo bhi majdur hai dam banake jagah jagah dam banake jagah jagah par nehru ji ki yad dilana inka kam hai inka kam hai desh ki rakhsa karne wali sena ka hathiyar banana inka kam hai inka kam hai hindustan sajane wale desh me unnati lane wale majdur zindabad majdur zindabad majdur zindabad zindabad kam ki pooja karne wale mehnat se na darne wale majdur zindabad majdur zindabad majdur zindabad zindabad roj savera hote hi zindagi ke humsafar peeth par bacche bandh kar dat jate hai kam par apne khun pasine se buildinge banate hai aur jab building ban jati hai rahne wale aate hai ye beghar ho jaate hai ye beghr ho jaate hai sochne ki baat hai kya dete hai kya paate hai majdur yahi kahlate hai majdur yahi kahlate hai