Nanhe Tu Aafat Karta Lyrics
are re re re tauba tauba nanhe tu aafat karta hain roj ek sararat karta hain isko toda usko foda isko aintha usko moda hardam tu ladta hain mujhse tauba aajij hu main tujhse pitunga main tujhko pari se dekh dekh dekh jo jo tu nahi mana kuchh bhi ho tum hamko, karte ho pyaar naanu nanhe tu aafat karta hain roj ek sararat karta hain pitunga main tujhko pari, jo tu nahi mana kuchh bhi ho tum hamko, karte ho pyaar naanu are nanhe tu aafat karta hain are wah re chintu teri ye shaan apne muh se apana bakhaan chhota sa muh lambi jabaan bas bas bas thak jaaoge ar kyu nahi mere nanhe javan tujhko mera itana hain dhyaan aage kya hain tera bayan jo tum sikhlaoge achcha to aa sikhlata hu to na aaunga ab jata hu are achcha to aa sikhlata hu nahi to na aaunga ab jata hu sach mooch pit jayega jo banega sayaana kuchh bhi ho tum hamko, karte ho pyaar naanu are nanhe tu aafat karta hain