Hey Deva Hey Deva Jai Jai Ganpati Deva Lyrics

he deva he deva hum aaye dwar tumhare sankat me pran hamare parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa he deva he deva sabse pratham tumhara pujan hota mangal kaari hota magal kaari gajanand anand pand tum ho sabke hitkari tum ho sabke hitkari jab jab vighan pade bhakto par tumne laaz bachai tumne laaz bachai koi pujarin tere dwar se khali hath na aayi he deva he deva darsh bina vyakul hai jiyra pyase pyase naina pyase pyase naina raah nihar nihar thaki hu din bine na raina he falnayak sidhik vinayak ab to darsh kara do ab to darsh kara do mere man ke manmohan ab to aaj mila do he deva he deva hum aaye dwar tumhare sankat me pran hamare parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo hum to bhole bhale man ki bigdi baat bana do bigdi baat bana do tum jag ke palak ho hamko jag ninda se bacha do jag ninda se bacha do agar hamari bhakti sachi apni shakti dikha do apni shakti dikha do jo kalank hum pe laga hai ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do mita do mita do mita do