Satya Ahinsa Aur Shanti Se Pyar Ki Ek Taswir Bani Lyrics

satya ahinsa aur shanti se pyar ki ek tasvir bani issi tirenge ke niche bharat ki taqdir bani tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho ae dosto is desh ki taqdir na becho taqdir na becho tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho ae dosto ae dosto is desh ki taqdir na becho taqdir na becho inshaniyat ke naam ki dete hai duhayi auro pe julm dhate tujhe sharm na aayi jo sabka bala chahe yaha pyar vahi hai auro ka hak jo chin le gaddar vahi hai hawaniyat ke naam ki jai bolne walo ganga ki har lahar me jahar gholne walo ganga ki har lahar me jahar gholne walo nafrat ki hath jahar buja tir na becho ae dosto ae dosto is desh ki taqdir na becho taqdir na becho bas ek hi dharti hai jaha pyar hai jinda is pyar ko bhi maar na de koi darinda hai kun bahana to pasine me bahao ugati hai jaha dhup vaha pyar ugao hai jinke lahu se abhi tak laal ye jamin un vir sahido ka khwab ye to tha nahi un vir sahido ka khwab ye to tha nahi unke hasi khwab ki tabir na becho ae dosto ae dosto is desh ki taqdir na becho taqdir na becho tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho ae dosto is desh ki taqdir na becho taqdir na becho taqdir na becho taqdir na becho taqdir na becho