Naav Kagaz Ki Gehra Hai Pani Lyrics

?naav kagaz ki gahra hai pani zindagi ki yahi hai kahani phir bhi har haal me muskura ke duniya dari padegi nibhani naav kagaz ki gahra hai pani zindagi ki yahi hai kahani phir bhi har haal me muskura ke duniya dari padegi nibhani naav kagaz ki gahra hai pani ek nadi ki rawani hai ye mauj hai aani jani hai ye ek nadi ki rawani hai ye mauj hai aani jani hai ye koi dube koi tair le ek dariya toofani hai ye nahi patwar na hi kinara paar kashti ye kaise lagani phir bhi har haal me muskura ke duniya dari padegi nibhani naav kagaz ki gahra hai pani chand lamho ka ye khel hai aag pani ka ye mel hai chand lamho ka ye khel hai aag pani ka ye mel hai umr bhar ke liye ye jaha khubsurat ek jel hai jan kar bhi hai anjaan sare aur kya hogi bolo nadani phir bhi har haal me muskura ke duniya dari padegi nibhani naav kagaz ki gahra hai pani pyar ke bin gujara nahi aur koi sahara nahi pyar ke bin gujara nahi aur koi sahara nahi hum to mehman hain is jaha ke ye humara tuhmara nahi kaisa shikwa hai kaisi shikayat kyu hakikat se aankhe churani phir bhi har haal me muskura ke duniya dari padegi nibhani naav kagaz ki gahra hai pani char nagme ho ek saaj ho ek mithi si aawaz ho char nagme ho ek saaj ho ek mithi si aawaz ho is safar ke liye hai bahut ek meharba ho humraaj ho phir to jannat se badhkar hai duniya aur khushiyo bhari zindgani phir bhi har haal me muskura ke duniya dari padegi nibhani naav kagaz ki gahra hai pani