Lakho Rango Se Rangana Hai Apna Hindustan Lyrics

lakho rango se rangna hai apna hidustan lakho rango se rangna hai apna hidustan ho jiski god me ganga jamuna laga rahi hai taan lakho rango se rangna hai apna hidustan lakho rango apne sar pe saji himalay ki ye unchi choti dudh ka jharna banke bahti dhare choti choti inki nadiyo ke pani se inki nadiyo ke pani se bhari anaj ki kothi iski pooja karle jisse milti sabko roti gautam gandhi gautam gandhi ka hum sabne paya hai wardan lakho rango se rangna hai apna hidustan lakho rango khet khet ki pagdandi par aati hai dulhaniya pal chin hil mil geet desh ka gati ye sajaniyan yaha ki dharti moti deti yaha ki dharti moti deti sone ki ye galiya gaw ki gori chori hai ye apne chaman ki kaliya mehnat inki mehnat inki dekh ke sari ye dunia hairan lakho rango se rangna hai apna hidustan lakho rango sahar se mera yar aaya hai leke tractor sath sara sahar dekhna aaya lohe ki saugat hal chalawe bij bhi dale hal chalawe bij bhi dale kaam kare din rat sabki mushkil dur howegi abke banegi baat yahi akal ka yahi akal ka kaam kiya hai sacha tu hi kisan lakho rango se rangna hai apna hidustan lakho rango se rangna hai apna hidustan ho jiski god me ganga jamuna laga rahi hai taan lakho rango se rangna hai apna hidustan lakho rango