Aansuo Ko Thaam Le Lyrics
aansuo ko tham le sabar se jo kam le aafato se na dare mushkilo ko hal kare apne man ki jis ke hath me lagam hai aadami usi ka naam hai aadami usi ka naam hai aadami usi ka naam hai oo ho aansuo ko tham le sabar se jo kam le aafato se na dare mushkilo ko hal kare apne man ki kis ke hath me lagam hai aadami usi ka naam hai oo ho aadami usi ka naam hai besahara hoke bhi sahara dund le besahara hoke bhi sahara dund le chir ke bhawar ko jo kinara dund le zindagi sangram hai sangram me laga rahe phal ki aasha chhod ke jo kam me laga rahe aaram jiske vasate sada haram hai aadami usi ka naam hai oo ho aadami usi ka naam hai ye zamana chahe jiske hatho me na hath de ye zamana chahe jiske hatho me na hath de khud hi wo chal pade agar koi na sath de kab kise dare nahi kya kahna uski shan ke waqt ka mukabala kare jo sina tan ke jiski har ek sans deti pyar ka paigam hai aadami usi ka naam hai aadami usi ka naam hai oo ho aansuo ko tham le sabar se jo kam le aafato se na dare mushkilo ko hal kare apne man ki jis ke hath me lagam hai aadami usi ka naam hai oo ho aadami usi ka naam hai