Meri Jiskla Balam Na Aaya Lyrics
ghunghat ki aaot pali jyot bali ratnari
  sabnam ki bundo me raat ghuli kajrari
  na aaya na aaya na aaya mera jiskla balam na aaya
  mera jiskla balam na aaya mera jiskla balam na aaya
  
  san san dabi dabi chali jo ang ang pe dilbar aaja dilbar aaja
  aa na aa na subha sham khule hi aa 
  meri baah tham meri baah tham  
  aji pyar jatana mardana aji pyar jatana mardana
  meri sawali kaya pe o ray piya o ray piya o ray piya
  aaj chaya sitaro ka saya sitaro ka saya sitaro ka saya
                            
                            
                        