Dar-O-Divaar Pe Hasarat-E-Nazar Karte Hai Lyrics
dar-o-divaar pe hasarat-e-nazar karte hai khush raho ahal-e-vatan ham to safar karte hai ham bhi aram utha sakte the ghar par rahkar hamko bhi pala tha man-baap ne dukh sah sahkar vaqt-e-rukhsat unhe itna bhi na ae kah kar god me ansu jo tapke kabhi rukh se bahkar sirf unko hi samjhana sirf unko hi samjhana, dil ke bahalane ko sirf unko hi samjhana, dil ke bahalane ko sirf unko hi samjhana apni kismat me azar se ye sitam rakha tha ranj rakha tha ?? gam rakha tha kisko paravah thi aur kisme ye dam rakha tha hamne jab vadi-e-qubrat me qadam rakha tha dur tak yad-e-vatan ayi thi samajhane ko dur tak yad-e-vatan ayi thi samajhane ko dur tak yad-e-vatan ayi dil fida karte hai qubarn jigar karte hai paas jo kuchh hai vo mata ki nazar karte hai khana pina kaha se kiye kar kar karte hain khush raho ahal-e-vatan ham to safar karte hai jake aabad karenge jake aabad karenge kisi virane ko jake aabad karenge kisi virane ko jake aabad karenge naujavano yahi mauka hain utho khul khelo khidmat-e-kaum me jo aaye bala sab jhelo desh azad ho kya gam hai javani de do phir milegi na ye mata ki duaayein le lo dekhe kaun ata hain ye farz baja lane ko dekhe kaun ata hain ye farz baja lane ko