Aaye Jo Kisi Ke Kaam Lyrics

aaye jo kisi ke kaam aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam aaye jo kisi ke kaam aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam hai sacha insan vahi jo gairo ke dukh bate ho gairo ke dukh bante chun leta hai palko se jo sabki rah ke kante ho sabki rah ke kante apne liye agar jina to jina hai nakaam har kone me pahuchado ye allah ka paigam aaye jo kisi ke kaam ho aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam kabhi agar mil jaye daulat achhe kaam lagana ho achhe kaam lagana ho nange badan ko kapda bukhe ko roti dilwana tu tu roti dilwana neki ki raho par chalna maksad ho agar tera jayaz hai fir tere liye lut ka mal khazana hai tera ye iman nahi tujh par ye ilzam har kone me pahuchado ye allah ka paigam aaye jo kisi ke kaam ho aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam daulat ki nagin se jisne apna pyar badaya ho apna pyar badaya kabhi kabhi aise insan par aisa bhi din aaya ho aisa bhi din aaya pis gaya maut ki chakki me wo apni maut se pahle waqt ke hatho lut gaya uski sanso ka sarmaya lalach ka to bande ye hota hai ye anjaam har kone me pahuchado ye allah ka paigam aaye jo kisi ke kaam ho aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam