Nazar Me Bijli Badan Me Shole Lyrics
najar me bijli badan me shole mila hai dilbar nayi ada ka sitam hai jalim ka muskurana hai iska gussa gazab khuda ka najar me bijli badan me shole mila hai dilbar nayi ada ka sitam hai jalim ka muskurana hai iska gussa gazab khuda ka tumhari tamanna me aye jane jana main nafrat ke ye ghut peeta rahunga tumhari kasam hai ke main zindagi bhar yahi aarzu leke jeeta rahunga tumhari ye zulfo ko chuke hi aaye kabhi to koi jhoka idhar bhi hawa ka najar me bijli badan me shole mila hai dilbar nayi ada ka sitam hai jalim ka muskurana hai iska gussa gazab khuda ka agar ye jawani ki sokhi na hogi to kisko ye duniya kayamat kahegi kisi ke mitaye se kab mit saki hai mohabbat rahi hai mohabbat rahegi balaa se ye adaye meri jaan lele mujhe to in adao se pyar hai balaa ka najar me bijli badan me shole mila hai dilbar nayi ada ka sitam hai jalim ka muskurana hai iska gussa gazab khuda ka najar me bijli badan me shole mila hai dilbar nayi ada ka sitam hai jalim ka muskurana hai iska gussa gazab khuda ka