Hum Se Kiya Hai Sabne Dikhawa (Part-2) Lyrics
?humse kiya hai sabne dikhawa
are humse kiya hai sabne dikhawa
koi humara yaar nahi
ya hume pyar na karna aaya
ya duniya me pyar nahi, pyar nahi
humse kiya hai sabne dikhawa
are hum to the taiyaar
pyar ki chakki me pis jane ko
hum to the taiyaar
pyar ki chakki me pis jane ko
are samjh ke kankar yaar ne feka
hume thokre khane ko
rumalo ke
rumalo ke badle paya
aachal ka ek taar nahi
ya hume pyar na karna aaya
ya duniya me pyar nahi
pyar nahi, pyar nahi
humse kiya hai sabne dikhawa