Ek Raja Ka Ek Beta Tha Lyrics
ek raja ka ek beta tha tum jaise hi pyara pyara kuch gumsum sa kuch gupchup sa rahta tha wo din sara na meet koi na sathi fir kiske sang wo khele mahlo me ek akela firta tha raj dulara ek raja ka ek beta tha raja ne manga ke diye kitne khilone fir bhi wo baithe baithe lagta tha rone raja ne manga ke diye kitne khilone fir bhi wo baithe baithe lagta tha rone suno aage bina lage kahta tha wo bechara ek raja ka ek beta tha tum jaisa sa hi pyara pyara kuch gumsum ka kuch gupchup sa rahta tha wo din sara ek raja ka ek beta tha usne choti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kam na aayi usne choti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kam na aayi na wo bole na wo dole karke jatan wo sab hara ek raja ka ek beta tha tum jaisa hi pyara pyara kuch gumsum ka kuch gupsup sa rahta tha wo din sara ek raja ka ek beta tha fir koi jadugar raja ne bulaya gudiya me jan dalo gudiya me jan dalo hukum sunaya fir koi jadugar raja ne bulaya gudiya me jan dalo hukum sunaya fir gudiya chalne lagi gudiya nachne lagi gudiya hasne lagi gudiya gane lagi ha ha ha hasne laga raja ki aankh ka tara ek raja ka ek beta tha tum jaisa hi pyara pyara kuch gumsum ka kuch gupsup sa rahta tha wo din sara ek raja ka ek beta tha