Ye Unche Mahal Suhane Sab Janta Ka Hai Lyrics
ye unche mahal suhane sab janta ka hai ye unche mahal suhane sab janta ka hai ye rupiye paise aane sab janta ka hai ye gadi ye batuye chhupe khjane sab janta ka hai ye pehle tha tumhara lekin ab janta ka hai ye pehle tha tumhra lekin ab janta ka hai ye unche mahal suhane sab janta ka hai ye rupiye paise aane sab janta ka hai ye gadi ye batuye chhupe khjane sab janta ka hai to janta ko hi de do jab ye ab janta ka hai to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai ye unche mahal suhane sab janta ka hai shaku kesi ye aaj kal ki reet hai kale bazar wali nitu andar bhara godam hai magar bahar dukan khali shaku kesi ye aaj kal ki reet hai kale bazar wali nitu andar bhara godam hai magar bahar dukan khali bacha jo line me lag raha vo budda ho ke palat raha gehu chawal hera feri ka kaam dikhaye sab janta ka hai to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai ye unche mahal suhane sab janta ka hai bhagwan hum agar isi tarah apni murad paaye halve mithayi ka sada tumhe parsad hum chadayen bhagwan hum agar isi tarah apni murad paye halve mithayi ka sada tumhe parsad hum chadaye par kab tak yun hi khade rahe hum kya bahar hi ade rahe hey pandit ji tum gher ke jisko bethe ho vo rab janta ka hai to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai ye unche mahal suhane sab janta ka hai dekho re is tarah saji bani jati hai kiski doli kis aan ban se ye ja rahi baratiyon ki toli dekho re is tarah saji bani jati hai kiski doli kis aan ban se ye ja rahi baratiyo ki toli arman hai main saju kabhi pyari si dulhan banu kabhi sun o pagli mat bhul nibhana humko bhi kartav janta ka hai fir shadi bhi kar lenge jab ye hak janta ka hai fir shadi bhi kar lenge jab ye hak janta ka hai ye unche mahal suhane sab janta ka hai ye rupiye paise aane sab janta ka hai ye gadi ye batuye chhupe khjane sab janta ka hai to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai