Hai Agar Dushman (Hum Kisi Se Kam Nahi) Lyrics
hai agar dushman hai agar dushman dushman zamana gam nahi gam nahi hai agar dushman dushman zamana gam nahin gam nahi koi aaye koi aaye koi aaye koi aaye koi hum kisi se kam nahi kam nahi hai agar dushman dushman zamana gam nahi gham nahi koi aaye koi hum kisi se kam nahi kam nahi hai agar dushman dushman zamana gham nahi gham nahi hai agar dushman dushman kya karein dil ki jalan ko is mohabbat ke chalan ko jo bhi ho jaaye ke ab to sar se bandha hai kafan ko hum to deewane diljale zulm ke saaye mein pale daal kar aankhon ko tere rukhsaron pe roz hi chalte hain hum to angaron pe aaj hum jaise jigar waale kaha aaha zakm khaya hai tab huye hai jawan aaha teer ban jaaye dosto ki nazar aaha ya bane khanjar dushmanon ki zubaan aaha baithe hain tere dar pe to kuch kar ke uthenge ya tujhko hi le jaayenge ya mar ke uthenge aaj hum jaise jigar waale kaha zakm khaya hai tab huye hain jawan aaj to duniya aaj to duniya duniya nahi ya hum nahi hum nahi koi aaye koi hum kisi se kam nahi kam nahi hai agar dushman ddushman zamana gham nahin gham nahi hai agar dushman dushman lo zara apni khabar bhi ik nazar dekho idhar bhi husn waale hi nahi hum dil bhi rakhte hai jigar bhi jhoom ke rakha jo kadam reh gayi zanjeer-e-sitam kaise ruk jaayenge hum kisi chilman se zulfon ko bandha hai yaar ke daaman se ishq jab duniya ka nishana bana aaha husn bhi ghabra ke deewana bana aaha mil gaye rang-e-hina khoon-e-jigar aaha tab kahi rangin ye fasana bana aaha bhesh majnu ka liya maine jo laila ho kar rang laya hai dupatta mera maila ho kar ishq jab duniya ka nishana bana husn bhi ghabra ke deewana bana ye nahi samjho ye nahi samjho samjho ke ham mein dam nahi dam nahi koi aaye koi aaye koi aaye koi aaye koi hum kisi se kam nahi kam nahi hai agar dushman dushman zamana gham nahi gham nahi hai agar dushman dushman