Id Ka Salaam Lyrics

aaya hu karne yaar ko main id ka salam aaya hu karne yaar ko main id ka salam aashiq hai mera naam, nahi husn ka gulam aashiq hai mera naam, nahi husn ka gulam husn ka gulam, husn ka gulam, husn ka gulam aaya hu karne yaar ko main id ka salam aashiq hai mera naam, nahi husn ka gulam milta hai dil ke badle yaha dard ka inaam milta hai dil ke badle yaha dard ka inaam manjur ho to kijiye ab id ka salam aapke dard ko sine se lagaya tumne aapke dard ko sine se lagaya tumne julm jo tumne kiya hans ke uthaya humne julm jo tumne kiya hans ke uthaya humne bol jo munh se nikalte hai asar rakhte hai bol jo munh se nikalte hai asar rakhte hai chir kar dekh lo patthar ka jigar rakhte hai chir kar dekh lo patthar ka jigar rakhte hai chir kar dekh lo patthar ka jigar rakhte hai aa dave karte ho bahut pyar kabhi karte ho dave karte ho bahut pyar kabhi karte ho munh to chhota hai magar baat badi karte ho munh to chhota hai magar baat badi karte ho pyar kahte hai jise humne sikhaya tumko kahin majnu kahin farhad banaya tumko kahin majnu kahin farhad banaya tumko kahin majnu kahin farhad banaya tumko manjur ho to kijiye ab id ka salam manjur ho to kijiye ab id ka salam aa kitne pani me ho dildar tumhe jana gaye kitne pani me ho dildar tumhe jana gaye humne jatlayi mohabbat to bura mana gaye humne jatlayi mohabbat to bura mana gaye yaar badnaam sahi pyar to badnaam nahi yaar badnaam sahi pyar to badnaam nahi tumko apna na banaya to mera naam nahi tumko apna na banaya to mera naam nahi tumko apna na banaya to mera naam nahi aa pyar saccha ho to wo dil me sama jata hai pyar saccha ho to wo dil me sama jata hai yaad tum jisko karo samne aa jata hai yaad tum jisko karo samne aa jata hai ye judai ka zamana bhi gujar jayega id ka chanda ghatao se nikal aayega id ka chanda ghatao se nikal aayega id ka chanda ghatao se nikal aayega manjur hai janab hume id ka salam manjur hai janab hume id ka salam