Hum Phir Naa Mile Kabhi Lyrics
ab ke gaye ghar se jo tere phir na laut aaunga tu bhi mujhe bhul jana main bhi bhool jaunga ab ke gaye ghar se jo tere phir na laut aunga tu bhi mujhe bhool jana main bhi bhul jaunga chalte chalte karta salam aakhiri rab se ab toh maangu bas dua yahi hum phir na milen kabhi hum phir na mile kabhi hum phir na mile kabhi phir na mile kabhi phir na milein ehsas na hua ke juda hone laga dekho haste haste rone lage kyun bewjah maine iss ishq ko chhuya pagalpan tha mera wo jo kuchh bhi hua teri gali mei mujhko jana nahi tu yaad mujhko kyun na rahi hum phir na milen kabhi hum phir na mile kabhi hum phir na mile kabhi phir na mile kabhi o phir na milein