Baharo Ne Kiye Sajde Phoolo Ne Sar Jhukaya Hai Lyrics
baharo ne kiye sajde phulo ne sar jhukaya hai baharo ne kiye sajde phulo ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko bnaya hai baharo ne kiye sajde tere galo ki surkhi ko churane ko gulab aaye tera nazuk badan jiski bala lene shabab aaye wo gore hath jisme sangemarmar ki saphedi hai ghata sawan ki zulfo me teri aaram karti hai hasina o hasina hasina o hasina baharo ne kiye sajde phulo ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko bnaya hai baharo ne kiye sajde tera chehara zami ka chand bankar jagmgaya hai magar kyu chandani ko apne ghunghat me chhupaya hai wo aankhe aisi hai jaise gazal ke pahle do misre teri masumiyat par baithe hai andaz ke pehare hasina o hasina hasina o hasina baharo ne kiye sajde phulo ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko bnaya hai baharo ne kiye sajde pharisto ki bhi tauba tod de ye teri angdayi teri katil jawani ban gayi phulo ki ruswai wo teri chal jiska khud kayamat bhi pata puchhe teri katil adaye bhaye jisko kab khuda puchhe hasina o hasina hasina o hasina baharo ne kiye sajde phulo ne sar jhukaya hai baharo ne kiye sajde phulo ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko bnaya hai baharo ne kiye sajde