Roobaroo Lyrics
wo rubaru khade hai magar
  faasle to hai
  wo rubaru khade hai magar
  faasle to hai
  najaro ne dil ki baat kahi
  lab sile to hai
  ha wo rubaru khade hai magar
  faasle to hai
  har mod pe milenge hum
  ye dil liye huye
  
  har baar chahe tod do
  wo haunsle to hai
  aakhir ko rang la gayi
  meri dua ae dil
  hum der se mile ho sahi
  lekin mile to hai
  wo rubaru khade hai magar
  faasle to hai
  manjil bhi karwan bhi tu
  aur humsafar bhi tu
  waakeef tumhi se pyar ke
  sab kaafile to hai
  
  mana ke manjile abhi
  kuch door hai magar
  milkar wafa ki raah pe
  hum tum chale to hai
  wo rubaru khade hai magar
  faasle to hai
  wo rubaru khade hai magar
  faasle to hai
  najaro ne dil ki baat kahi
  magar lab sile to hai
  wo rubaru khade hai magar
  faasle to hai haye
                            
                            
                        