Paisaa Bolta Hai Lyrics

than than ki suno jhankar ye duniya hai kala bazar ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain mai gol hun duniya gol mai gol hun duniya gol jo bolu khol doon sab ki pol ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain rang gora ho ya kala ho jag uska jo paisa wala ho ghapale se mile ya rishwat se banta hai mukaddar daulat se saccha hai yahan kangal to beiman hai malamal ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain bhagwan ke ghar bhi khot chale puja ke liye bhi note chale jo chahe karwalo dhan se har kam bane donation se milta hain us hi ko vote dikhaye jo voter ko note ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain paiso pe agar main marta hoon batlao bura kya karta hoon jab bajati hai shahnai dhan ki tab uthti hain doli dulhan ki main gangu teli ko doon raj main gangu teli ko doon raj gadho ke sir pe rakh doon taj ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain than than ki suno jhankar ye duniya hain kala bazaar ye paisa bolta hainye paisa bolta hain ye paisa bolta hain ye paisa bolta hain