Ek Zindagi Meri Lyrics
mai to badlon se door jaungi mai to apna hi sur paungi hai jo crazy crazy sapne mere sare chun ke main bun aaungi haan mana is duniya ki hu hi nahi mai apni hi duniya bnaungi ke ek zindgi meri sau khwaishan ek zindgi meri sau khwaishan mai puri main puri mai puri karan ke ek zindgi meri sau khwaishan mai jina main jina mai jina main puri tarah mai jina mai jina main jina mai puri tarah sath hi rok hai tok hai nok hai jhok hai par dil mein phir bhi hope hai hai na hai na life thodi hard hai andhe ke card hai hum bhi to star hai hai na han mana is duniya ki hu hi nahi mai apni hi duniya bnaungi ho o ho o ke ek zindgi meri sau khwaishan mai jina mai jina mai jina mai puri tarah mai jina mai jina mai jina main puri tarah ho o ho o