Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged Lyrics
meherbani hai taqdeero ki jo teri meri rahe yu aa ke mili hai hai ye kahani un lakeero ki jo tere mere hatho ki jud rahi hai ek rait ka sehra hu main barish ki fiza hai tu aadha likha ek khat hu main aur khat ka pata hai tu tu agar kash samajh paye mere liye kya hai tu agar kash samajh paye mere liye kya hai tu agar kash samajh paye mere liye kya hai tu mere liye kya hai tu na tha mujhe pata na thi tujhe khabar ke is kadar kareeb aayenge bhale hi der se milenge hum magar likha ke yu naseeb layenge khush naseebi hai meri aankho ki jo tera sapna raato ko dekhti hai khushmizaji hai meri baho ki teri hararat se khud ko sekti hai main raat hu aur chand ki surat ki tarah hai tu lag ke nahi jo chhutati aadat ki tarah hai tu tu agar kaash samajh paye mere liye kya hai tu agar kaash samajh paye mere liye kya hai tu mere liye kya hai tu