Aayaa Re Lyrics

hai aaye aaya aayi dekho aaya maseeha sab ke dil pe chhaya hai dharti ambar sara samundar dikhta uska saya hai aaya aayi dekho aaya maseeha sab ka dil pe chhaya hai dharti ambar sara samundar dikhta uska saya hai fankar hai wo damdar hai wo are chhukar na dekho aangar hai wo kehta hai har koyi sare zamane pe dhaak ae aaya re aaya re aaya re sab ka baap re are kehte hai kehte hai kehte hai usko dhaak aye kehte hai usko dhaak aye ho dar par jo uske aaye sawalli khali kabhi wo nahi jata aah jo bhi kehta hai kar ke dikhata vada wo har dam nibhata hai aye hatho mein kanthi mala hai uske andaz uska nirala surat nahi dekhe dekhe jarurat sab ka hai wo rakhvala dildar hai wo are lalkar hai wo sab ka dilo ka sardar hai wo kehta hai har koyi karne nahi dega wo pap re ae aaya re aaya re aaya re sab ka baap re are kehte hai kehte hai kehte hai usko dhaak aye hai hai sab ke hontho pe uski kahani duniya hai uski diwani chhote se qad mein himmat hai itni jitna samundar mein pani taqat ka shauhrat ka wo khazana chata hai peeche zamana uski nazar se bachta nahi koyi aisa hai uska nishana khuddar hai wo sarkaar hai wo tutte dilo ki patwaar hai wo mit nahi sakegi aisi hai uski chhap re ae aaya re aaya re aaya re sab ka baap re are kehte hai kehte hai kehte hai usko dhaak aye kehte hai usko dhaak aye