Prassthanam Title Track Lyrics
dharam hai tera dharmanam karam hai tera karmanam aag mein pag pag chala hai jo wohi dagar hai uska prassthanam dharam hai tera dharmanam karam hai tera karmanam aag mein pag pag chala hai jo wohi dagar hai uska prasthanam yatar savatar janmanam bhargodevasaya dhimahi yuge yuge ye hi pratha katha parinaam pariksham prasthanam ubalte paani mein kabhi bhi kisi ka aksh dikhta nahi saiyam kho de jo shakas kabhi tikta nahi tikta nahi tikta nahi ghaat bhara ye virindavan paap punya ka gathbandhan aag mein pag pag chala hai jo wohi dagar hai uska prasthanam pathreele path pe jo chalta gaya wo ek kashan rookta nahi uske manobal ka kan kan jhookta nahi jhookta nahi jhookta nahi phir kya raja kya singhashan paap ki paribhasha paawan akram akhand akashiya parinaam pariksham prassthanam karmo ka khel hai dharmo ki chal hai ye kissa chalta rahe bujhao jo ye aag utna badhe utna badhe utna badhe dharam hai tera dharmanam karam hai tera karmanam aag mein pag pag chala hai jo wohi dagar hai uska prasthanam yatar savatar janmanam bhargodevasaya dhimahi yuge yuge ye hi pratha katha parinaam parikshan prassthanam