Tumse Puchha Na Gaya Humse Bola Na Gaya Lyrics
tumse pucha na gaya humse bola na gaya
  tumse pucha na gaya humse bola na gaya
  baat jo darmiya thi darmiya hi reh gayi
  phir se jane kaha mulaqat ho
  tumse pucha na gaya humse bola na gaya
  tumse pucha na gaya humse bola na gaya
  baat jo darmiya thi darmiya hi reh gayi
  
  aisa laga tha tujhme main mahfus ab ho chuka hu
  pal bhar ka tha bas khwab ye tanha sa phir ho gaya hu
  aisa laga tha tujhme main mahfus ab ho chuka hu
  pal bhar ka tha bas khwab ye tanha sa phir ho gaya hu
  keh saka na haal-e-dil hai bekarariya
  gumzada ye dil hua faili ye duriya
  phir se jane kaha mulaqat ho tumse pucha na gaya
  
  humse bola na gaya tumse pucha na gaya
  humse bola na gaya baat jo darmiya thi
  darmiyan hi reh gayi
  maine suna hai tujhko bhi mahsus main ho raha hu
  ye sach hai na bol de pagal sa main ho gaya hu
  maine suna hai tujhko bhi mahsus main ho raha hu
  ye sach hai na bol de pagal sa main ho gaya hu
  
  main karu to kya karu tuhi bata jara
  bin tere ye sans bhi mile se dunga kya
  phir se jane kaha mulaqat ho
  tumse pucha na gaya humse bola na gaya
  tumse pucha na gaya humse bola na gaya
  baat jo darmiya thi darmiya hi reh gayi