Main Safar Mein Hu Khoya Nahi Lyrics

ho bandeya dhundhe hai kya rahe teri hai ghar tera chalna waha jana waha khud tak kahi pahunche jaha kadam utha aur sath mein ho le shehar shehar ye tujhse dekho bole tukir tukir yu apne naina khole zindagi pee le zara behti hawao ke jaise hai irade udte parindo se sikhi hai jo bate anjani raho pe koi main chala main safar mein hu khoya nahi khoya nahi khoya nahi khoya nahi thoda aage bhadhe maine jana ye sach hai to kya hai uljhe uljhe sab sawal zindagi hai kya main kaun hu maine ye jana mujhe mil hi gaye sab jawab dekho na hawa kaano mein mere kehti kya boli vekh fareeda mitti khuli mitti utte fareeda mitti duli chaar dina da jee le mela duniya phir jane hona kya behti hawao ke jaise hai irade udte parindo se sikhi hai jo bate anjaani raho pe koi main chala main safar mein hu khoya nahi khoya nahi ye kaisa safar hai jo yu duba raha jaa pau kahi main ya laut ke aa raha wo chehre wo aankhe wo yaade purani mujhe puchhti ye nadiya ka paani bhi behta hai kehta yahi main safar mein hu khoya nahi khoya nahi khoya nahi