Tum Hi Aana (Happy) Lyrics
bewajah tha safar tere bin humsafar lag raha hai tujhe dekh ke zindagi ki tarah tu hai pehla kadam hai tujhi mein meri manzile bahut aayi gayi yaade magar is baar tum hi aana iraade fir se jane ke nahi lana tum hi aana likha hai kya naseebo mein mohobbat ke khuda jane jo dil hadd se guzar jaye kisi ki wo kaha mane jaha jana nahi dil ko ise hai kyu wahi jana bahut aayi gayi yade magar is baar tum hi aana marjaavaan marjaavaan