Do Panchi Do Tinke Lyrics

do panchhi do tinke kaho le ke chale hai kaha do panchhi do tinke kaho le ke chale hai kaha ye banaayenge ek aashiya, ye banaayenge ek aashiya do panchhi do tinke kaho le ke chale hai kaha ye banaayenge ek aashiya, ye banaayenge ek aashiya ye to apni hi dhun me gaaye unche-unche udte jaaye inki masti ko aur badhaye saawan ki ye hawaaye manjil ke matwaale dekho chhune chale aasamaan manjil ke matwaale dekho chhune chale aasamaan ye banaayenge ek aashiya, ye banaayenge ek aashiya ek phulo bhari ho daali aur us par ho basera kuchh aisa hi mitha-mitha hain sapna tera mera ye sapna sach hoga kah rahi dhadakno ki jubaan ye sapna sach hoga kah rahi dhadakno ki jubaan hum banaayenge ek aashiya, hum banaayenge ek aashiya hum banaayenge ek aashiya, hum banaayenge ek aashiya hum banaayenge ek aashiya