Kalank Nahi Ishq Hai Kaajal Piya (Bonus Track) Lyrics

hawao mein bahenge ghatao mein rahenge main barkha teri tu mera baadal piya jo tere na huvw to kisi ke na rahenge deewani main teri tu mera pagal piya hajaro mein kisi ko takdeer aisi mili hai ik ranjha aur heer jaisi na jane ye jamana kyo chahe re mitana kalnk nahi ishq hai kajal piya kalnk nahi ishq hai kajal piya duniya ki najro mein ye rog hai ho jinko wo jane ye jog hai ik tarfa shayad ho dil ka bhram do tarfa hai to ye sanjog hai layi re jab jindagani ki kahani kaise mod pe lage re khud se paraye ham kisi se naina jod ke jo apna hai sara sajniya pe wara na thamenge kisi aur ka aanchal piya hajaro mein kisi ko takdeer aisi mili hai ik ranjha aur heer jaisi na jane ye jamana kyo chahe re mitana kalnk nahi ishq hai kajal piya kalnk nahi ishq hai kajal piya kalnk nahi ishq hai kajal piya