Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayal Aaye (Arijit Singh Version) Lyrics
bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye kyu bichhadna hai zaruri ye sawaal aaye teri nazdeekiyo ki khushi behisaab thi hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye main jo tumse door hu kyu door mai rahu tera ghuroor hu aa tu faasla mitaa tu khwaab sa mila kyu khwaab tod du bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye kyun judaai de gaya tu ye sawaal aaye thoda sa main khafaa ho gayaa apne aap se thoda sa tujhpe bhi bewajaah hi malaal aaye hai ye tadpan hai ye uljhan kaise jee lu binaa tere meri ab sab se hai anban bante kyu ye khuda mere ye jo log baag hai jungle ki aag hai kyu aag mein jalu ye nakaam pyaar me khush hai ye haar me in jaisa kyu banu raate dengi bata neendo me teri hi baat hai bhoolu kaise tujhe tu to khayalo me sath hai bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye kyu bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye nazar ke aage har ik manzar ret ki tarah bikhar rahaa hai dard tumhaara badan me mere zeher ki tarah utar rahaa hai nazar ke aage har ik manzar ret ki tarah bikhar raha hai dard tumhara badan me mere zeher ki tarah utar raha hai aa zamaane aazmaa le ruthta nahi faaslo se hauslaa ye tutta nahi naa hai woh bewafaa aur na mai hu bewafa wo meri aadato ki tarah chhutta nahi