Aarti Chhathi Maai Ki Lyrics
mangal karni sab dukh harni mamta mai chhathi mata 
  mahima teri jo koi gata wo sab sukh hai pata 

  aarti chhathi maai ki kije pram sukh dai ki

  nihsantan ko putar hai deti rogin ko deh kaya rogin ko dah kaya 
  khali hath n lota koi jo daware ma ke aaya dware jo ma ke aaya 
  mangal karni sab dukh harni mamta mai chhathi mata 
  mahima teri jo koi gata wo sab sukh hai pata 
  
  ma ma ma anusasan ki diksha deti suchida ki de siksha suchida ki de siksha 
  pram bhagti ke bhav jagati or bhadati nistha or bhadati nistha
  mangal karni sab dukh harni mamta mai chhathi mata 
  mahima teri jo koi gata wo sab sukh hai pata
  
  sarda or viswas ki devi tuj bin kon hai mera tuj bin kon hai mera 
  sare jag suna hai tuj bin ek sahara tera