Khwabfaroshi Uljhe Sitaare Lyrics
khwabfaroshi jiyara dagha de jiske sang naa laga re uska saga ye khanabadoshi naina banjare dhundhe tujhme thikane zid pe jiya re jiyara bhatkaye bewajah tadpaye ye lade tujhi se bewafaa ye adde tujhi pe har dafaa tu falak hu main zameen jaise ye falak ye ik kami jaise dhokhebaazi waala kaarobaar ye khokhebaazi jeeta kyu ye pyar hai khwabfaroshi uljhe sitaare hatho ki ye laqeere juda do kinare khanabadoshi raah lapata re jiska ho na saka main uske hawaale baate thi ankahi kehni thi na kahi kya thi main galat ya sahi tera mera kya vassta doraah hai ye raasta jab bhi aaye tu samne kyu bane phir wohi daastan lagi tujhme mujhme hod hai koi koi thame chhod de koi jaane kyu hum aise mod pe mile sirf dhundhe shiqwe gile seenazori wala iqraar hai ki na chori haaye izhaar hai izhaar hai izhaar hai izhaar izhaar hai izhaar hai izhaar khwabfaroshi aag lagaaye ruaan ruaan jaise dhua dhua jaye khanabadoshi khun badhaye kaante kaante chubhte raate raate jaye jhuthi muthi kasme aadhe aadhe vade tuti phuti rasme betuke iraade khwab faroshi aag lagaye ruaan ruaan jaise dhuaan dhuaan jaye khwabfaroshi uljhe sitaare hatho ki ye laqeere juda do kinaare khanabadoshi raah lapata re jiska ho na saka main uske hawaale