Ek Chumma To Banta Hai Lyrics
oh madam goggle waali
  don’t go, yuu deke gaali
  oh madam goggle waali
  don’t go you deke gaali
  haan gundo se chhudaya hai
  maine tujhe bachaya hai
  gundo se chhudaya hai maine tujhe bachaya hai
  haan pooch le samne janta hai
  ek chumma, ek chumma ek chuma to banta hai
  ek chuma, ek chuma ek chuma to banta hai
  
  meri jaan idhar udhar daale kyoon mujhpe nazar
  mujhe to lage lage, teri fitrat se darr
  jaanun main jaanun jaanun teri saari saazishe
  puri na hongi hongi, teri farmishe
  wallah! teri hasrate wallah! teri harkate
  wallah! teri fitrate
  wallah! wallah! wallah! wallah!
  
  oh oonchi sandal wali taali pe maar taali
  oh unchi sandal waali taali pe maar taali
  haan gundo se chhudaya hai maine tujhe bachaya hai
  haan poosh le saamne janta hai
  ek chumma, ek chumma ek chuma toh banta hai
  ek chuma, ek chuma ek chuma toh banta hai
  
  ye sitam tera tera tera hai manjoor re
  ye bata mera mera mera kya kasoor re
  tujhe kyu apni jawani ka hai guroor re
  teri aankho me chhaya chhaya chhaya hai suroor re
  wallah! teri jafa wallah! mujhe hai pata
  wallah! na kar khata
  wallah! wallah! wallah! wallah!
  
  oh madam kajal wali mujhe na samjh mawali
  oh madam kajal wali mujhe na samjh mawali
  haan gundo se chhudaya hai maine tujhe bachaya hai
  haan poosh le saamne janta hai
  ek chumma, ek chumma ek chuma to banta hai
  ek chuma, ek chuma ek chuma toh banta hai
                            
                            
                        