Har Gham Mein Khushee Hai Lyrics

sab mein dekha sab mein jaana ye pahchana aur ye thaana zindagi to hai muqabla jise jeet ke dikhana mein shayana hu begana leke aaya tha tarana aur ye gaana jaise karma sunke laga tujhko lama roz ka drama aur hungama mere piche rahte mama jaise mere jeb mein ganja kuch galta hai ye manjra wo kahte chhote jana fat fat se tu saman la chal aata khup zhala phir aayi ye ujaala main nirala tha anjaana apne aap ko sambhala apne aap ko sudhara maine badli meri dhaara apne aap se juda tha main tha jeet ke bhi haara maa baap mein khuda hai ye pahchana aur ye mana aur nibhata hu main wada jo kamaaya sidha aadha parivaar pahle aata mera pyar meri maata thoda dum na chilum poori kare meri aasha mere gum aur sitam main ho dhuye mein udata jo bhi galat wo bhi sahi hai aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai har gum mein khushi hai jo bhi galat wo bhi sahi hai aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai har gum mein khushi hai jo bhi galat wo bhi sahi hai aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai har gum mein khushi hai jo bhi galat wo bhi sahi hai aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai har gum mein khushi hai talab talab talab har gum mein khushi hai talab lagi hai talab lagi hai talab lagi hai har gum mein khushi hai jispe rakhte hum bharosa wohi deta hume dhokha ye jo mauka tune chhoda usne pakda mara chauka jo na hona wo hai hota jo na hota wo hai hona agar saath hai sapno ka sar pe haath hai apno ka kal kya hoga ye na socha maa kasam main tha tang mere yaar mere sang apne aap mein magan wo to khud ki bhi na sune apna style hai dabang mere shahar mein dum main hu ha ji malang hai alag mera dhang aur dimag rahta bhang nakli rappero ko dung when i live at umang main hu sahi ya galat aake lelo mera ja tu mar bolti banh ab na baj chalta ban aur haqqeqat se lad tu to kabhi na palat tu parakh tu samajh tu to kabhi na bhatak jeet aur haar se sikha main hu sabse saras tu bhi maar ke dikha ab to jaan apna sach jo bhi galat wo bhi sahi hai aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai har gum mein khushi hai jo bhi galat wo bhi sahi hai aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai har gum mein khushi hai jo bhi galat wo bhi sahi hai aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai har gum mein khushi hai jo bhi galat wo bhi sahi hai aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai har gum mein khushi hai talab talab talab har gum mein khushi hai talab lagi hai talab lagi hai talab lagi hai har gum mein khushi hai