Duri Lyrics
koi mujhko ye bataye kyu ye duri aur mazburi
  is duniya ki kya story kiske hath mein iski dori
  right mein building aasmano ko chori
  left mein bachhi bhuki sadko pe sori
  kaisi ye mazboori paisa rahna hai zaruri
  nahi to kaisi hogi puri teri seena jori
  lambi gaadi jitni kiski khuli aaye 
  chawal ki khali bori ek paiso se bhari poori
  kaisi ye mazboori ha bol naa
  ab dekho to hum pass hai lekin socho kitni duri hai
  ab kaisi ye mazburi hai ab socho kitni duri hai
  ab dekho to hum pass hai lekin socho kitni duri hai
  
  ab kaisi ye mazburi hai ab socho kitni duri hai
  ye to sara 200 tagado hai jitna kala tera man
  utna kaala tera dhan wo tafra shoot karte bole gun
  ye tarfa karte hai chilan waha pe peti peti dhan
  yaha pe kheti kheti gandh ek duniya mein do duniya
  ujala eak andhera ek seth ji aur ek chela
  kahi to moti mail mein koi jee raha hai akela
  kahi to local dibbe mein hai raile pe hai rela
  unki seva inki meva ab dekho to hum pass hai 
  lekin socho kitni duri hai ab kaisi 
  ye mazburi hai ab socho kitni duri hai ab dekho to 
  hum pass hai lekin socho kitni duri hai
  ab kaisi ye mazburi hai ab socho kitni duri hai
  
  ghar pe sabke aapne aapne gum hai
  diwaare jyada aur bole kamre yaha kam hai
  soch mein ye wajan hai kyunki khali ye bartan hai
  mera karma ya karam hai ab to todna bharam hai
  mujhko seene se laga ke kuch nahi kahti
  meri maa bas roti meri maa meri fauji
  meri maa meri boli meri lori mat rona mat rona
  ab to honi hai anhoni ab honi hai anhoni maa
  ab dekho to hum pass hai lekin socho kitni duri hai
  ab kaisi ye mazburi hai socho kitni doori hai
  dekho to hum pass hai lekin socho kitni duri hai
  kaisi yeh mazburi hai socho kitni doori hai
                            
                            
                        