Jawani Ke Din Chaar Lyrics

ho duniya ki sari kitabo me likha swalo me likha jwabo me likha duniya ki sari kitabo me likha swalo me likha jwabo me likha har aankh ke mast khwabo me likha har dil ke rangi irado me likha ye masti khumari nasha hai maja hai ye jalwa najara hai khushbu fija hai sab kuch lekin bharosa na karna mere dosto ye badi bewafa hai is liye ha ha is liye ha tham le kisi ka daman mang le kisi ka pyar jawani ke din char aate nahi baar baar tham le kisi ka daman mang le kisi ka pyar jawani ke din char aate nahi baar baar jawani ke din char baharo se pahle najaro se pahle jawani to bani hai sitaro se pahle ye jab bhi aati hai aati hai tufano ki tarah bana dete hai duniya ko ye diwano ki tarah ye jab bhi jati hai jati hai mehmano ki tarah bhula deti hai sabko bhule afsano ki tarah is liye ha ha is liye ha is liye jo hai tere dil me kar le iska kya aetbaar hai jawani ke din char aate nahi baar baar jawani ke din char aate nahi baar baar jawani ke din char ye nagmo ki mahfil ye kirno ka aachal ye suraj ki aatis ye bijli ki jhilmil kisi ko na apna banoge ja tum yahi hai uamr dil ko na jo milaoge tum mohabbat ki manjil ye manjil kabhi paoge na tum jab jaye tumhe chhod ke fir pacitaoge tum is liye ha ha is liye ha is liye kabhi dhokha de jaye na kar iska intajar jawani ke din char aate nahi baar baar tham le kisi ka daman mang le kisi ka pyar jawani ke din char aate nahi baar baar jawani ke din char