Main Udi Taaro Ki Dukam Leke Lyrics
ha udi udi udi ha udi udi udi
  main udi bagal mein chand leke
  main taaro ke dukaan leke
  main rokne na tokne
  khud hi mein khud ko jhokne
  lahar lahar wahi jidhar saath hoke bekhabar
  main beh rahi hoon aaj jaane kyun
  main udi bagal mein chand leke
  main taaron ke dukaan leke
  
  li dil jameen dhundhli wahi
  jaha hawaye gunguni nahi
  ki joor aazmati bijliyan
  bhi gaalo pe karengi gudgudi
  latt jeene ki badi lag jaaye
  hatho mein koi chadhi lag jaaye
  tu rang badal le titliyan
  ud chali ki machliya andheriya ulanghti
  main kal ko kal pe tangti
  chal rahi hoon aaj jaane kyu
  main udi bagal mein chand leke
  main taaro ke dukaan leke main
  
  main khwaab ki hatheli pe sawaar hu
  main khushmizaziyo ki bhi shikaar hu
  main khwaab ki hatheli pe sawaar hu
  main khushmizaziyo ki bhi shikaar hu
  kisi ki aajkal main sunti hu kahan
  udashiyo ke ghar main ginti hu kaha
  main udi udi udi udi main udi udi udi udi
  main main main
                            
                            
                        